Vo dekho karbala main kya ali asghar k tewar ha

hai ye besheer ka sadqa mere bacche badur hain
ye dil se sher hain sare ali asghar ke naukar hain

liye zanjeer hathon main batate hain zamane ko
Vo dekho karbala main kya ali asghar k tewar ha

Kisi k dar pe kyun jaayen bhala ghairon se Kyun manngen
Hamare rhnoma jab 5, 12 or Bahartaar hain

Kiya karta hun main khud hi ziyarat apni aankhon ki
meri Ankhon main ab bhi karbala ke sare manzar hain

ye hi kah kar bichata hun musalla farshe majlis par
hamare to musalle bhi falak tere barabar hain